Ehsaas-Shayari

No comments

Ehsaas Shayari

Yeh Mat Pooch Ke Ehsaas Ki Shiddat Kya Thi,
Dhoop Aisi Thi Ki Saaye Ko Bhi Jalte Dekha.
ये मत पूछ के एहसास की शिद्दत क्या थी,
धूप ऐसी थी के साए को भी जलते देखा।

Itni Chaahat Ke Baad Bhi Tujhe Ehsaas Na Hua,
Zara Dekh Toh Le Dil Ki Jagah Patthar Toh Nahi.
इतनी चाहत के बाद भी तुझे एहसास ना हुआ,
जरा देख तो ले दिल की जगह पत्थर तो नहीं।

Takleef Mit Gayi Magar Ehsaas Reh Gaya,
Khush Hoon Ki Kuch Na Kuch To Mere Paas Reh Gaya.
तकलीफ़ मिट गई मगर एहसास रह गया,
ख़ुश हूँ कि कुछ न कुछ तो मेरे पास रह गया।

Jaagna Bhi Kabool Hai Teri Yaadon Mein Raat Bhar,
Tere Ehsaason Mein Jo Sukoon Hai Woh Neend Mein Kahan.
जागना भी कबूल है तेरी यादों में रात भर,
तेरे एहसासों में जो सुकून है वो नींद में कहाँ।

Wajood Sheeshe Ka Ho Toh Pattharon Se Mohabbat Nahi Karte,
Ehsaas-e-Chahat Na Mile Toh Hasti Bikhar Jati Hai.
वजूद शीशे का हो तो पत्थरों से मोहब्बत नहीं करते,
एहसास-ए-चाहत ना मिले तो हस्ती बिखर जाती है। 

No comments :

Post a Comment