Deedar-Shayari
Deedar Shayari
💖Deedar Ki Talab Hai Toh Nazrein Jamaaye Rakh,
Kyuki Naqaab Ho Ya Naseeb Sarakta Zaroor Hai.
दीदार की तलब हो तो नज़रे जमाये रख,
क्यूँकि नक़ाब हो या नसीब सरकता जरुर है।
💖Aaj Dil Ne Tere Deedar Ki Khwahish Rakhi Hai,
Mile Agar Fursat Toh Khwabon Mein Aa Jana.
आज दिल ने तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी है,
मिले अगर फुरसत तो ख्वाबों मे आ जाना।
💖Talab Uthti Hai Baar-Baar Tere Deedar Ki,
Na Jaane Dekhte-Dekhte Kab Tum Lat Ban Gaye.
तलब उठती है बार-बार तेरे दीदार की,
ना जाने देखते-देखते कब तुम लत बन गये।
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)


No comments :
Post a Comment